Tanhaai le jaati hai jaha tak yaad tumhari, Wahi se shuru hoti hai jindagi hamaari, Nahi socha tha chahenge ham tumhe is kadar, Par ab to ban gaye ho tum kismat hamaari.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.