Kya Karunga Uska Intzar Karke, Jab Chali Gayi Wo M ...

Shayari Wishes

By arman | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Kya Karunga Uska Intzar Karke,
Jab Chali Gayi Wo Mujhe Barbad Karke,
Socha Tha Apna Bhi Ek Jaha Hoga,
Magar Mili Sirf Tanhai Usse Pyar Karke.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares