Kaise kahu ki tadap ke jina kaisa hota hai, Dil rota hai to aansu pina kaisa hota hai, Jalna to hamari badkismati hai, ye tohfa har kisi ko kaha nasib hota hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.