Unse dur rahkar jina gawara nahi lagta, Charo taraf bhir hai par koi hamara nahi lagta Unhone kuchh aisa asar chhora hai mre dil pe Ki ab purnima ka chand bhi hame pyara nahi lagta
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.