Unki yade bhi ab hame duya lagti hai, Unko chhu ke aayi hai aisi hawa lagti hai, Wo jaha bhi rahe khushiya unki kadam chume, Par hamari jindagi to unke bina ek saja lagti hai,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.