kisi ke dil ka dard kisne dekha hai.jisne dekha he sirf chehra dekha hai.dard to tanhaiyon me hota hai.aur tanhaiyon me logo ne hume haste dekha hai.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.