Hamari awaz unhe sunai nahi deti,ab to door tak koi ummeed bhi dekhai nahi deti,parwah h unhe aur sab dosto ki,bus unhe hamari hi tanhai dikhai nahi deti.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.