Koi na mila jispe duniya luta dete, Sabne dhokha diya kis kis ko bhula dete, Dil ka dard dil me dabaye rakkha, Bayan kiya hota, toh mehfil ko rula dete.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.