Har koi in hoto pe muskan lana nahi janta. Har koi is dil ko churana nahi janta. Ek aap hi ho jo humse jeet gaye. Warna har koi hume harana nahi janta.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.