Zindagi me na jane kaisa mukaam aa gaya. Pyase ke hath jaise jam aa gaya. Kadam larkhadaye to gire unki bahon me ja kar. Aaj hamara pina bhi hamare kam aa gaya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.