Najre na hoti to najara na hota.Is duniya me hasino ka gujara na hota. Hamse ye mat kaho dil lagana chor do. Jake us khuda se kaho ki hasino ko banana chor de.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.