Bhule nahi Aapko ye kaise yakin dilaye. Aapki dosti ki ahmiyat kya hai. Ye kaise samjhaye. Aasma se uchi hai Dosti Aapni Is chote se msg me kaise bataye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.