Kbi Abad Karta Tha Kbi Barbad Karta Tha,Sitm Hr Roz Wo Ik Nya Ejaad Karta Tha.Arsa Ho Gya Khabar Hi Nahi Li Usne,Jo Panchi Rooz Mere Nam Per Azad Karta Tha
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.