Kuch bikhre sapno se ankhon mein nami hain.Ek chota sa asman aur umido ki jami hain.Yun toh bahut kuch hain zindagi mein.Sirf jo dur hain uski kami hai..!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.