ek din muskurahat ne poocha mujhse, humne roz roz kyun bulate ho, Meine kaha mein yaad to apne dost ko karta hun, Tum to saath me khud hi chale aate ho.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.