Raat chup chaap hai magar chand khamosh nahin, kaise keh doon aaj fir hosh nahin, aisa dooba teri aankhon ki gehraai mein, haathmein jaam hai magar pine ka hosh nahin......
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.