Vaqt mile to apni yado main hame bhi rakhna. har pal na sahi din ka ek pal hamare liye rakhna. DOST hai apke hajaro lakin ek hum bhi hai uska khayal rakhna.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.