Chand jb nikly to tera gumaan hota hai, Kis qadr dilfreb ya smaa hota hai, Hum teri yaadoo mein khoye rehtay hain , Neend main Jab sara Jahaan hota hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.