Machar ne jo katha to dil mein junoon tha, Khujli itni huyi, Dil bay sukun tha! Pakda to chod diya ye soch kar.. Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.