Tumhari saalgirah pe jaana kia bhejoon, Apni jaan bhejoon keh apna dil bhejoon, Phir soochta hoon jaanu kyun na, Tumhare liye kee hui shopping ka bill bhejoon.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.