Humein bhi mile koi chahne wala. Hum to pyar ke liye bekrar baithe hain, Koi vada kare sapno mein aane ka. Hum to umar bhar sone ko tyar baithe hain.......
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.