Fikr itni hai us khuda ko tumhari,usne bhej di tumhare liye duniya sari,1 aasu b na ane denge ae dost teri ankho me,us khuda se jyada fikr hume hai tumhari."
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.