Teri ulfat ko kabhi naakam na hone denge,Teri dosti ko kabhi badnam na hone denge,Meri zindegi me suraj nikle na nikle,Teri zindegi me kabhi sham na hone denge.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.