Hum ne soncha k sirf hum hi unhe chahte hai; Magar unke chahne walon ka khafila nikla; Main ne soncha ki shikayat karon khuda se; magar woh bhi unke chahne walon mein nikla.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.