Kuch jeete hain jannat ki tamanna lekar.Kuch tamannaye jeena sikha deti hain.Hum kis tamanna k sahare jeeye.Ye zindagi roz ek tamanna baddha deti hain.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.