Yakin ban ker log zindagi me ate hai.Khwab bankar ankho me sama jate hai.Pehele to ykin dilate hai,ki hum tumhare hai.Fir na jane Kyo tanha chhod jate hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.