Karz rishte k ada kon karega, dost na hoga to yaad kon karega, ae khuda mere dost ko salamat rakna, warna meri shaadi me nagin wala dance kon karega...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.