hmne unke samne aana hi chhor diya,apni chaht ko jatana hi chhor diya,kiyonki jinki hansi par marte the hum unhone hame dekhkar muskurana hi chhor diya..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.