Takdir imtihan le rahi hai zara intzar karna,kuch hum pe kuch khud pe aitbar karna! aapko zarur milegi manzil bas apni muskarahat hamesha barkarar rakhna
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.