Kya pata dil kis se milne ko tarsta hai, Na jane kis ki yad me tadpta hai, Kambkht dil ki bewafayi to dekho sine me reh kr hmare kisi or k lie dhadkta hai..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.