Ishq Me Barbadi Na Karva Lena , Apni Mummy Ke Arman Khak Me Na Mila Dena, Jo Paise Ghar Se Sabji Lene Ko Diye Hai. Unse girlfriend ka Reacharge na kara dena .
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.