surkh ankho se jab woh dekhte hai.. hum ghabrakar ankhe jhuka lete hai... kaun milaye unse aankho se aankhe... suna hai woh aankho se aapna bana lete hai..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.