Tanhai k sager mein ghar basa liya, In aansuoo ko apna mukkadar bana liya....! Suna hai pathro ko pujte hai log, Isliye ab dil ko hi pathar bana liya....!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.