Kabhi kisi baat ko dil se na lagaana agar koi gham ho toh hamein zaroor bataana tumhare liye hamare paas waqt hi waqt hai jab dil bhar aaye toh chale aana
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.