Tum se khafa hokar hum jayenge kahan, Tum sa saathi hum payenge kahan. Dil ko to kaise bhi samjha lenge lekin, ANKHON se aap ka pyaar chupayege kahan..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.