Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana sath chalna mere tum dukh sukh mein bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.