Mujhse kisee baat par naraz na hona,tum pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta hai dekh kar aap ki muskurahat ko,Mujhe mout bhi aaye to tum udaas mat hona
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.