Mere dil ki kahani ye bayan karti hai Mohabat ashiqo ko sirf badnam karti hai Is badnami k bawzud jo mohabat karte hai Unhe marne k bad duniya salam karti hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.