Aap haso to khusi mujhe hota hai Aap ruthe to ankhen mera rota hai Aap dur jao to bechaini mujhe hota hai Mehsus karke dekho to dosti aaisa hota hai...Take Care
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.