Socha na tha kbi aisi dosti hogi, Manzilo k sath rahein b hasti hogi, Jannat ki galiyo k khwb q dekhu, Agar hum saare dost sath honge to nark me b masti hogi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.