Pee k rat ko hum unko bhulane lage.sharab main apne gum ko milane lage.zalim sharab pite he asar dikhane lagi.nashe main unki saheliyan bhi yaad aane lagi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.