Uljhan agar koe a jaye to humse na chupana, agar sath na de juban to aakhon se jatana, har kadam par sath hai hum apke, dost bnaya hai to zarur azamana.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.