har fariyad aap ki manzur-e-khuda ho jaye,apki dua me rab ki raza ho jaye,khuda apko itni khusiyan farman kare,ki apki zindagi se lafz-e-gam fanna ho jaye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.