Woh Aapka Palke Jhuka Ke Muskurana, Woh Aapka Nazarein Jhuka Ke Sharmana, Waise Aapko Pata Hai Ya Nahi Hume Pata Nahi, Par Is Dil Ko Mil Gaya Hai Uska Nazarana.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.