Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte, Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte, Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai, Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.