har sawal ka jawab mile jaruri to nahi har ankhon ko khawb mile jaruri to nahi bhagwan ki adate hai intihan lena har intihan hum pass ho jaruri to nahi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.