Khusiyon se naraz hai meri zindagi, Pyaar ki moht ...

Shayari Wishes

By sharma | Added 8 Years Ago, 1 shares
Khusiyon se naraz hai meri zindagi,
Pyaar ki mohtaz hai zindagi,
Hans leta hun logon ko dikhane ke liye,
Warna dard ki kitaab hai meri zindagi.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares