Sab Kuch Milta Hai Bas Ek “Khudai” Ke Siwa, Zindagi Bahut Pasand Aayi Ek “Ruswai” Ke Siwa, Meri Chahat Ka Ehsas Bhi Na Kar Sako Ge Tum, Us Ki Har Ada Pasand Hai Ke “Bewafai” Ke Siwa.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.