Na mile kisi ka saath to hamen yaad karna.Tanhayi ho tou mehsus hamen karna. Khushiyan baatne ko aap hajar dost rakhna. Par gam vaatne ko hamen yaad rakhna.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.