Jawani ko zndgi ka nikhar khate hai, Pathjhad ko chaman ka majhdhar khate hai. Ajeeb dstoor hai duniya ka yaaron. Ek dhoka hai jise sab "PYAR" khte hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.